Jinki Wajah Seh Yeh Gulistan yeh viran hain Hua Khilaf unke liye leke aya hu main yeh gaana Apni awaz seh muqadma mein unpe chala ke Sare aam unhe dene aya hu tana Jinki Wajah Seh Gulistan yeh viran hain Hua khilaf Unke liye leke aya hu main yeh gaana Apni awaz seh muqadma mein unpe chala ke Sare aam unhe dene aya hu tana Unki Gaadhi bhi who khud nahi chalate Hain chalate usse unke driver Jis dete hain woh Paise Rishwat le kar Rishwat le kar Dekar unhe vot pachtaate aa rahe hain Inke supporter Thokar khayenge, wo Ro kar Jayenege Akhir ko jo do zakh mei bulaye jayenge Tawareekh meh jo likhe jayenge unke naam Takhto meh baithe bandar keh laye jayenge Main jaha bhi jau Dekhta hu yahi manzar Khokle logo neh kiya is zameen ko banjar Na koi hain rehbar Na koi hain rehzan Wothivo chelwo sereye yaro aur ha aai Oneton Than Than Than Yeh jo patharo ka shor hain Yahi awaz meri qaum ka junoon hai Par isi awaz meh kaiyo ne khoya sukoon hain Woh dekho uski gaadi ka sheesha chakna choor hain Woh dekho wo maa kitni majboor hai PSA kha ke uska beta usse dooor hai Choor hai, uski aankho mei tha Jo sapna kaise chakna choor hai Door hai, Manzil humse door Be noor hai, dil humare be noor hai Kyu ki chaav thi jaha pe kal Aaj waha dhoop hai Khoon jinne diya unhe gaye hum bhool hai Apno ko hi hum jo neecha dikhaye Dikhate hai hum humme kitne kam asool hai Kitne gaye na jane kitne aur jae ge Gintay hi rahe hai, gintay hi jaae ge Akhbaro pe pad ke laasho ke number Karke hartaal ab pohach kaha paae ge Mujrim bhi mei, mujahid bhi mei Muflis bhi mei aur maseeha bhi mei Hai muj mei hi, jahalat bhari Poocho to mei kaho mufasir bhi mei Jissse ehl e haq ne lahoo se tha seecha Us ujday chaman ka Maali bhi mei Reet aur rivaaj se khaali bhi mei Jo kuch na likhay wo siyahi bhi mei Gaadiyo mei ghoomte hai ab yaha bhaydiye Koi kya kahe ga kisi ko bhi aap chediye Bigdi ye baat isse kon ab banae ga Chaliye ab aap koi nayi baat chediye