Kishore Kumar Hits

Pankaj Mullick - Aah Ko Chaahiye Ik Umr Asar Hone Tak lyrics

Artist: Pankaj Mullick

album: K. L. Saigal 's Memorable Film Songs, Ghazals And Geets


Song- Aah ko chaahiye ik umr asar hone tak
(Saigal NFS) (1940) Singer-K L Saigal, Lyrics-Ghalib
Aah ko chaahiye ik umra asar honay tak
Kaun jeeta hai teri,
Haaaan
Kaun jeeta hai teri zulf ke sar honay tak
Haaaan
Kaun jeeta hai,
Kaun jeeta hai teri zulf ke sar honay tak
Haaaan, kaun jeeta hai teri
Aashiqui sabr talab, haaye,
Aur tamannaa betaab
Aashiqui sabr talab aur tamannaa betaab
Dil ka kyaa rang karoon khoon-e-jigar honay tak
Haaan dil ka kyaa rang karoon
Haan haan dil ka kyaa rang karoon
Hum ne maanaa ke taghaaful na
Haaan
Hum ne maanaa ke taghaaful na karoge lekin
Hum ne maanaa ke taghaaful na karoge lekin
Khaak ho jaayenge
Khaak ho jaayenge hum tum ko khabar honay tak
Haaan khaak ho jaayenge hum tum ko khabar honay tak
Haaan khaak ho jaayenge
Yak nazar besh nahin
Yak nazar besh nahin fursat-e-hasti gaafil
Garmi-e-bazm hai
Garmi-e-bazm hai ik raks-e-sharar honay tak
Haaan garmi-e-bazm hai ik raks-e-sharar honay tak
Haan garmi-e-bazm hai
Gham-e-hasti ka asad kis se ho juz-marg ilaaj
Gham-e-hasti ka asad kis se ho juz-marg ilaaj
Shama har rang mein jalti hai sehar honay tak
Haan shama har rang.

Поcмотреть все песни артиста

Other albums by the artist

Similar artists