Yeah Naezy the baa boi Azaad hu mai -3 Rasto pe chalne palne walo ki aawaaz hu mai Azaad hu mai -3 Prastut karne me haqiqat bilkul bindas hu mai Koi yaha pehle din se koshish kar raha Kismat achi chal rahi kiski pehle din se Himmat lekar chal rahi mujhko pehle din se Bhot pehle Jab armaano se tha ladna mera Nange pairo chalna mera dar k aage badna mera Koi kya karta reet jaan k Kharcha chalta kheech taan k Abbajaan kadi mehnat karte Daadijaan mujhe fusla deti Khandan ka eklauta ladka Zimmedar isse banna padta Dil se faysla har dafa kara Mann mera kaha jo bhi Ilzam lage toh lagne do Tanqeedien kubul hai Hoshyaar tum Par bekar ki rai Fuzul Tum khud sambhalo Rehna Khabardaar Azaad hu mai -3 Rasto pe chalne palne walo ki aawaaz hu mai Azaad hu mai -3 Prastut karne me haqiqat bilkul bindas hu mai Azaad hu mai -3 Fikr me nikla mai kaato k Rasto pe uchaaiyaan chune Justaju hai bekabu lekar himmat chalti Kaate phool hai Tishnagi har din badti dard ko dafna Zyada dhoom hai Safar thoda lamba hai doori hai teh karna Chalna khudke pairo par kashti me behkar na Waqt beetey fast fast Do hazaar paanch saat dus satra Saal watra sach waqt sakht katra Behte jaare bhid me yuhi chalre Khud bhi rush me ghuzte jaare hum kyu Bhoolte jaare khud ko ab bhi kaid me Kyu hai Rakhte hum Vichaar apne Hai zaheen hum sab behtar zimmedar Khud k Karre mehnat jo wo bad rahe Sadre fukat jo wo sad rahe Zindagi me kuch haasil karna ho sab laga do phir Sao taka hi tujhe dena hoga bro Azaad hu mai -3 Wyaktigat koshish se badi kranti ka Aagaaz hu mai Azaad hu mai -3 Andhkaar me ujli kiran jalane se Hi aabaad hu mai Aazaad hu mai aafat hu mai Saahas hu mai jaabaaz hu mai Choro par lafango par Har dushmano par ghatak hu mai Bebaso ki laacharo ki Kamzoro ki taaqat hu mai Dariya dil yeh saagar dhoonde Lafz yeh boond hai baadal hu mai Jaha jaha tu nahi waha waha hu mai Andaaz hu mai ehsaas hu mai Naach na jaane aagan teda Rap se toh tere aanand lu mai Socha toh tha tune band kardu mai Phir se le soch beta paagal hu mai Dhang se jo baat kare saath rakhu mai Zaada shana bana toh phir laafa du mai Bin koi sanket maatra ghume Ae ayi, oh au, um aha Jurm kiye Bhot haan apradhi hu mai Kaid mai hone k laayak hu nahi