Danav hai har jagah Danav hai har jagah Danav hai har jagah Me uthti har roz Kiseeko kya padi Kyu jiun me? Jo Lagta na sahi Aatma kahi to jati hogi Ankh khol meri to hai khuli Mujhko sab hai dikhta sab hai bikta Bhavnaen mar chuki Na manovikar hai ye Bas me SUNN padi Sun! Sunai dengi cheekhen Ghut ghut ke mar rahi Hai prakriti hai prakriti Dikhte katte murge, rape kutton ka Bheek nashon ki, prem jismo ka Rajneeti desh bik chuka Ijjat murdon ki, katal apno ka Lalach me dooba Ha Hai tu Shaitan Lalch me dooben Ab Aise jie kon? Par daanav hai har jaga Danav hai har jaga Me kahi bhi bhaag lu Danav hai har jaga Danav hai har jaga Danav hai har jaga Tu me khali kamre me Taandav hai har jaga Pehente angoothiyan par Andar ke daanav ka kya? Jab Mara tha andar ka maanav Vo Tujhe bulata tha kya? Or jab Bechi rooh tune Kya tab bhi pata na chala? Chod chuka hai kab ka rab hume Tu kise bulata firra? Kaisi lagi insaaniyat? Hahaha Vese bhi Niji na raha tha kuch, haslo humko kya? Zyada paisa, zyada ghuroor Zyada nasha, zyada suroor Hum vaise bhi fase hein teri is maya me maya me Teri hi kaya me Kaya mein? Fir me sochu insaan to peda ni hota is saye me Me hu bairagi or mere jaise honge or bhi layak Main Kabhi na bechu imaan Kabhi na bechu zubaan Sach hai! Sab hairan Rab hai rakha ae mujhe Bacha le Bacha le bacha le bacha le (Insaaniyat)Aaaa! Aaa tu mere pas aa! Par daanav hai har jaga Danav hai har jaga Me kahi bhi bhaag lu Danav hai har jaga Daanav hai har jaga Danav hai har jaga Tu me khali kamre me Tandav hai har jaga Tandav hai har jaga Tandav hai har jaga Taandav hai har jaga Taandav hai har jaga Daanav hai har jaga Danav hai har jaga Tu me khali kamre me Tandav hai har jaga