Quien eres tu? Donde has estado? He removido cielo y tierra y no te encontre Y llegas hoy Tan de repente Y das sentido a toda mi vida con tu querer Na main samjha, na main jaana Jo bhi tumne mujhse kahaa hai Senorita Magar phir bhi, na jaane kyun Mujhe sunke, accha laga hai senorita No desvies la mirada Quedate cerca de mi Mujhko baahon mein tum ghero Samjhi na senorita Chaahat ke do pal bhi, mil paaye Duniya mein yeh bhi kam hai kya Do pal ko toh aao kho jaaye Bhoole hum hota gham hai kya senorita Suno suno senorita kehte hain hum kya Jamas podre Interpretar (understand) El sentido de las palabras que me dedicas Pero el calor De tu mirar Me hace sentir como la mas bella senorita Nighaahon ne nighaahon se Kahi armaano ki daastan hai senorita Yeh chaahat ki, mohabbat ki Saari duniya mein ek hi zubaan hai senorita Mujhse ab nazar na phero, aao paas tum mere Mujhko baahon mein tum ghero Samjhi na Senorita Chaahat ke do pal bhi, mil paaye Duniya mein yeh bhi kum hai kya Do pal ko toh aao kho jaaye Bhoole hum hota gumm hai kya senorita Suno suno senorita kehte hain hum kya Jo bhi pal beeta Hey senorita Har pal tumne hai dil jeeta Bus itni si toh baat hai No desvies la mirada (don't look away) Quedate cerca de mi (stay close to me) Mujhko baahon mein tum ghero Samjhi na senorita Chaahat ke do pal bhi, mil paaye Duniya mein yeh bhi kum hai kya Do pal ko toh aao kho jaaye Bhoole hum hota gham hai kya Chaahat ke do pal bhi, mil paaye Duniya mein yeh bhi kum hai kya Do pal ko toh aao kho jaaye Bhoole hum hota gham hai kya