Tanhaayi. Mere sapne, mere waade, tere liye hain. Mere dil ki har dharkan tere liye hai. Tu zara sang chal to sahi Kyoon ban gaye ho tum ajnabee. O gar tham jaye dil mera Kabhi dekhe pyaar se tu kabhi Tanhaai-tanhaai phir aayi, phir aayi. Aankhein meri teri yaadon se bhar aayin, bhar aayin. Zamane ki parwaah mujhe nahi hai Pyaar karne wale darte nahin hai Bin tere koi aur bhaata nahi hai Chain mujhko tere siwa aata nahi hai Khata kya mujhse ho gayi Jal gaye sapno ke ghar sabhi In aankho ke aansu hi sahara the Bichad gaye wo bhi ab kahin Tanhayi tanhaai, phir aayi, phir aayi Aankhein meri teri yaadon se bhar aayin, bhar aayi. Laut aao tum phir se, dil kahe, dil kahe Sun kitne sitam dil yeh ab sahe Khata kya mujhse ho gayi Jo jal gaye sapno ke ghar sabhi Barish mein bhi jata hoon main Jab aansu mere chupte hi nahin. Tanhayi tanhaai, phir aayi, phir aayi Aankhein meri teri yaadon se bhar aayin, bhar aayin.