Kuch shor macha Awaaz utha Jo josh dikha Ho bepanaah Abb soch badal kay Kuch kar dikha Jo bann jayey Azaad khayaal Har azam tera Kar de dhamaal Har amal tera Ho bemisaal Kuch shor macha Awaaz utha Kuch shor macha AWAAZ UTHA! Kuch shor macha, awaaz utha Aah dekhein zara Jo tere mann mein hain sapnay Aah jeelein zara Teri hai zameen, tera aasmaan Yeh unn sitaron se, aagay tera Jahaan Chaho to Saaton aasmaan, hoon manzil Ke nishaan Hoon to Teri rahoon pe hoon, kaaron ka Karwaan Hai tujh mein damm to qadam Utha Yehqadam utha Manzil hai tu qadam aur Raasta Hai yeh raasta Jo guzre kal woh bhool ja Badlein ta rang yeh aasmaan Mera hai yaqeen, mera hai Imaan Tere hathon mein ho, kya yeh Saara jahaan To aaj iss mor pay aah kharay Huway Nah koi raasta nah manzil Aaye nazar tumhay Aqal hairaan hai aur soch Parayshaan hai Khauf hai dil mein aur Gumsum zubaan hai To shor macha aur qadam Barha Apna sar fakhar se utha Buland kar apnay woh khayaal Pooch le woh sabb sawaal Cheer de Khauf-o-Raas ke woh Parday Apni misaal khud banah Chor de mayoosee ke woh Raastay Apna bhojh khud utha Dikha, dikha ke to kisi se kamm Nahin Teri soch, teri himmat, teri dil Mein koi gham nahin Aaj hai andhair to kal hai ujaal Sayah-e-Khuda-e-Zul-Jalaal Paak sarzameen ka nizaam Quwwat-e-Uhuwwat-e-Awaam Chaho to Saaton aasmaan, hoon manzil Ke nishaan Hoon to Teri rahoon pe hoon, kaaron ka Karwaan Yeh karwaan