Kishore Kumar Hits

Arpit G - Teri Yaadein lyrics

Artist: Arpit G

album: Teri Yaadein


Yaad mein teri chalta raha main
Chalta raha teri raaho pe
Shaam ki tarah dhalta raha main
Chalta raha main teri raaho pe
Yaad mein teri chalta raha main
Chalta raha teri raaho pe
Shaam ki tarah dhalta raha main
Chalta raha main teri raaho pe
Kaise the irade
Kyon bhule saare waadein
Aisi bhi kya thi wajahn
Tode saare naate
Baatein wo bhulake
Kya paaya hai tune bata
Saasein
Khali saansein
Deti nahi hai mujhe zindagi
Teri yaadein
Teri yaadein
Chubti hi rehti hai man mein kahin
Rab kare tujko meri yaad aaye
Beetein wo lamhe tujhe bhi saataye
Rab kare tujko meri yaad aaye
Beetein wo lamhe tujhe bhi saataye
Tanha kabhi na rahenge sanam
Kyon tune de thi wo joothi kasam
Khabon mein to tujhe chahun main
Baahon mein ho tu yahi mangu mein
Kaise the irade
Kyon bhule saare waadein
Aisi bhi kya thi wajahn
Tode saare naate
Baatein wo bhulake
Kya paaya hai tune bata
Saasein
Khali saansein
Deti nahi hai mujhe zindagi
Teri yaadein
Teri yaadein
Chubti hi rehti hai man mein kahin

Поcмотреть все песни артиста

Other albums by the artist

Similar artists