Meetha meetha he mere Muhammad ka naam Un pe laakhon karoron durood o salam Waqt laaye khuda jaaye Darbaar par Aur khare ho ke Rawza-e-Sarkar par Pesh mil kar kare ham durood o salaam Un pe laakhon karoron durood o salam Wohi Hasni Hussain chaman ke hain phool Noor-e-Maula Ali jaan-e-Zahra batool Jis ke Nana Rasul-e-Khuda zi makaan Un pe laakhon karoron durood o salam La makaan ke bane hain wohi to makeen Jin ki naal'ain ko choome Arsh-e-barhin Jo khuda se huwe Arsh par ham kalaam Un pe laakhon karoron durood o salam Shah-e-Konain wo ruh-e-daarain wo Fakhr-e-Hasnain wo Ghaws-e-Saqlain wo Jin ke dar ka hai Hafiz bhi adnaa ghulaam Un pe laakhon karoron durood o salaam.