Main dekhta raha din ye dhalta gaya Mila na koi shaks na jeene ki wajah Karu main bhi kya? jo tum na yaha Kya ho tum khafa? ya main hi bewajaah Dekhu teri raah Andhera har taraf ho Shaam ya subah Ummeed se le raha saansein sadaa Kaash Samay Thamta wahi Kaash (Kaash) Main kehta tu le chal kahin Door iss bheed se milo door Kisi sunsaan sa sheher Par sadkein sunsaan hai Aur mujh mein main ab nahi Roya itni raatein jaage anginat Ab toh ye aankhein dukhti nahi Dhundhu main parchaai ab teri raaton mein Par tu bhi ab toh dikhti nahi Kya ho tum khafa? ya main hi bewajaah Dekhu teri raah Andhera har taraf ho, shaam ya subah Ummeed se le raha saansein sadaa