Bikhre panne zindagi mein mujko lagte ab Vo h paraye jo ab bankar milte sage tab Asal mein jaanta hai dil mera aur ye rab Kaise jiyun mai, kaise jiyun mai Hai ek void sa dil me baaki hai na kaafi Mushkile pr teri aas me rhta me haavi Tu aake dekhle der na kar phir zara bhi Haa pyaar h tu dard ki h wajah bhi Door tum na raho hai Dil ki raza yahi, Jo paas na tum mere to Kuch me maza nahi Bikhre panne zindagi ke mujko lage ab Vo hai paraye jo bankar milte sage tab Asal mee jaanta hai dil mera aur ye rab Kaise jiyun mai, kaise jiyun mai Hai ek void sa dil me baaki hai na kaafi Mushkile par teri aas me mai rehta haavi Tu aake dekhle derr na kr phir zara bhi Haa pyaar hai tu dard ki hai wajah bhi Yaad aati hain wo aadate teri pr Khush rhna tere bina aata hi nahi Chehre pr chhipake mai gum apne saare Kisiko kuch mai batata hi nahi Asal mein haal kya dil ka mera h Uljhe se dhaago ye to ghira h Tere siva isko jaana kaha h Tere liye to ye bs ruka h Bikhre panne zindagi ke mujko lage ab Vo hai paraye jo bankar milte sage tab Asal mee jaanta h dil mera aur ye rab Kaise jiyun mai