Tumhe batana ye fareeza Ye dunya boht ajeeb haan Ye janti tareeqa Tanha tu dard sahi jaa Kiyu k koi apna nahi tha Ye dil lagna kahin na Ye baatein raaz kayi haan Jo meri laaj rakhi na Jaanan Tujhy dunya se kiyu na chupaun Jaanan Teri touhmatoun ko kiyu na jhutlaaun Ab kyu Badly lamha mizaaj ye Sochun Tohfa h ya azaab ye Love track, hona lafzi murder Meri rooh py bhi krly waqti nazar Baatein saari agay pichy kre mili bhagat Pehli nazar mn hi jaan leta skill trigger Kaali gaari bethy dono leke chilled liquor Mera phone tere hath mjhy lun fikr Adakar tere yaar saaly sab naqal Tujhy dekhun buri nazar bass bass asher Dastak dun, ana pe gin das tak tu Sharabay pee k bhust tu, sarapay kare bas tu Dhunoun pe meri raqs kyu, hai qabu mere nabz tu, zina mn krun farq yun Khuda ka tujhy darr du, mudaa'khilat e shar tu Bulany lgi ghr tu, adavatoun mn garkh hun Adayein mjhse rakh durr, royegi nai tou bharpoor, dhundegi mjhy har suu Ghamoun py tere hass dun, mouhlik h mera dastoor, aur jo h mera bas tu Mn rehny lga masroof, baghawat ki ye badbu, k tere bina mast hu Jala na paun khat kiyun, taaney wo saarey kass dun, chadaroun ki wo khusbhu Khudi py krein zulm yun, khuda jo kre kun yun, thora tujhy bhi bakhsh du Ankhein milati nai yehi tou mudda'e guftugoo Ek hi hai dil tera toota mn usko bhi jeet lun Khwahishat, dil mn jung ko tayyar hun Lun maafiyan, thak haar k, k wapsi bhi asakun Jaanan Mujhy in nazroun se dekho na Jaanan Khamoshi h ye fareb na Ab kyu Badly lamha mizaaj ye Sochun Tohfa h ya azaab ye Qaid bhi manzoor hai, jo tu karle aitebar Rehnumai qubool hai, jo tu dede mera saath Raagni na bujha ski, ye dil ki sard hawa Aaj na, tu mil kabhi bhi, rehna na khafa