Diloun mn daagh sabhi Betha mn studio tanha tu rone de Yaroun se milta nahi Kehta kiyu na tu laga dia kone se Waqt pe tu na dikhi Shehzade ki tarah le jata mn ghoure pe Bhool usey jaa tu bhi Ab nai tu kisi ki, ye industry lory pe Nai zaat koi gawah kis baat ko m jhuka Mere khwab ki dawa hr raat jo h dikha Badzat meri kala barbad par na bika Azaad mn na ruka Qamar pe saman mere dunya be iman magr Sabar imtehan lele dun ya mn pehchan agar Jaib waib khali thi, aur bhara dastarkhwan jigar Hatred ati jesi qalam de toofan jidhr Sach tou ye k haq ni maarty Seekh lety mila jo bhi rouz ki haar mn Touray raabtay, khatam waasty Rouz larein khud se, rouz hoty haadse Loug bhi teri us side ki misaal dein Khamoshi teri, nai laiq tu alfaz k Khana haram nai seekha m baap se Pichy ye kat'ty, mun pe ye kanp'ty Bas bhui Grime mera suna teri lag gayi Fuck nai Time dera music mera luck nai Rakty hi Line khenchi luck hi palat gayi Bak nai Nine zero betha tu h tough nai Lun se pesa ab sath khaye crew bhi Tu ghar pe betha lagaye koi mu nai 100 rupe mn bik jaye tu yunhi Flow ye charsi karayein tjhy dhuni Kurta kaala pehna nikla sarak pe Rang dya khoon se, lagy tu andha Jurta jara mn tou har ik sarhad se Mola junoon de, dun inhy danda Ye matter h baroun ka, smjhega tu ni Bas itna hi kahunga seene py bewafa Nezay ye khaa k mn Marunga Yaad rakheein amar hu kabhi na mitunga Parhta afsanay nai kafi ye boring h Phoonku likhaari ye jese k scoring h Aty uthaty ye mere ye dorime Champay chamatay yahan nai hoti sorry bey Kouri ki soch teri yaaroun ki janib h Baatein phelata tu banda boht farigh h Maa ne kaha tha ye dunya bht zalim h Haan mn yahan tha tum mushkil mn ghayeb thy Phir tu banna chahy mera dost kyu Mn tou khud hi khud ka nahi saga Jo sunta jaye rouz tu Mn wo tanz hu jiska nahi bhala MEIN TOU DUNYA SE JEE BHAR NARAZ HU TERI SAMJHUN KHAMOSHI DEEWAR HU MEIN TOU RAAT'OUN TARSUN NEEND KO YEHI SOCHUN, DARD KA INTIQAAM LUN What yk what yk Mn nai rags se ye jany sare dost Phir bhi kat'ti hain sarkon pe raatein apni rouz Jeboun maal, rakhein raaz Maa baap pe na bojh Laal gosht ko bana chukay ye fashion bro Sneak diss mn karany lagy kashan wo Trash mera phenka tha jholi mn teri Bar code bharey thellay ka raashan phour Homie gharbari, dunya jali matlabi Tujhsy upar bol teri dhapp jali, hatt rhi Mind pe tere hathkari, thori teri phat pari Jagun ratein jese kid cudi, schizo bhi Bidkou nai, lete londay fatwa ni Tu ni khud se burri, shehr kafi khatra bhi Londay mere saary jurri, teri nahi daari wari Tere pichy kaali gari, puri khoon se h turri Rouz ba rouz dikhy ek naya rapper Dost ho dost, tabhi karty na matter Tow kro, jo heat phenke better Hosh kro, mn ny thoki na fan girl Mindful ni bharwe teri soch siyasi Auqat pakar, warna belibaasi Gunah be lazzat, khuda bhi raazi Muhajir hun kattar aur dil karachi Phir tu banna chahy mera dost kyu Mn tou khud hi khud ka nahi saga Jo sunta jaye rouz tu Mn wo tanz hu jiska nahi bhala MEIN TOU DUNYA SE JEE BHAR NARAZ HU TERI SAMJHUN KHAMOSHI DEEWAR HU MEIN TOU RAAT'OUN TARSUN NEEND KO YEHI SOCHUN, DARD KA INTIQAAM LUN