Raat k 3:30 andher aur thandi hawa Boys bolein nichy aa warqu ki gaddi la Cash full hai jani matlab ki ye dunya 666 vibes, nashoun mn leta pinkiyan Hath mn goldleaf, sting ki botal Karachi vibe imported londa yahan ka local Jauhar mn beth k karein meri ye bharwatein Mein pichy para inky tou badalty rahengy karwatein Apne paraye, sab roothay sab chhotay Na jany teri wajah se hum kitne hain tootay Akele survival hony laga ab mushkil Maa ne bataya tha ye dunya waly boht jhootay Lootein apno ko, dasty bhi paraye Kala jadu I wish tujhpe, kabhi na aye Social Life paas rakh tu apni tatti raaye Maa ki yaad mn kitne aansu mn ne bahaye Jo tujhy tok'ty hain tune jani rukna nai Ek hi Khuda sab ka kahin aur jhukna nai Aqal meri naqis par tu jani yaad rakhein Kuch naya seekhne se tuney kabhi rukna nai Mein underrated nai I love to stay lowkey Adat meri kharab magar marta nai shokhi Ab hasta nai, wo kehti hai jo bhi Ankhein bhar ayein, dekh k purple emojis Dil toota par hun mn positive Ki ghaltiyan tou mn karta admit Goldleaf aur Sting kre hal sab Goldleaf aur Sting kre hal sab Dil toota par hun mn positive Ki ghaltiyan tou mn karta admit Goldleaf aur Sting kre hal sab Goldleaf aur Sting kre hal sab Goldleaf aur Sting kre hal sab