Baahon mein kabhi to aaoge Likhe gaane mere hi tum gungunaaoge Firse hothon se lagaaoge Madhoshiyon mein battiyan bujhaaoge Chal iss shaam ko firse subah karein Iss duniya ki kyun parwaah karein Teri panaahon mein milti hain raahatein Agar ye gunaah hai to kyun na gunaah krein Ye chaand bhi ab lage na haseen Bas tujhko hi dhoondo mai har kahin Ye aadat jo tu lagaa gayi Ab tere bin hai sukoon nahi Hum panne hi bharte rahe jaaneja Jabse dekha tujhe Hai jaahil khuda, teri jaisi kabhi kyun likhega mujhe Hu mai thoda sa paagal, nahi ho jo kismat mei cheenunga mai Ye duniya zeher si tere khatir inko bhi pi lunga mai Kashmakash se bhare hain hum Hain saasein meri uljhi tere baalon mein Sookhi kabse meri zameen Tu pyaas meri pyaasa mai hu saalon se Iss pyaas ko aake bhuja zara Kisike kehne se dooriyan na badha Jab teri bhi haan aur meri haan Fir pade kyun farak kon hai khafa Iss sharm ko hata hayaa hataa Ise kehte na khata tujhe pata Jo dil mein hai jataa mujhe bata Jo dil mein hai jataa mujhe bata Jo chumun mai tujhko to lagta adhoora ab kuch bhi nahi Tu hi wo adhoorapan tere siwa kuch na maangu kabhi Mai jitna bhi dhoondun sukoon teri baahon sa hai na kahin Aa de ye sukoon mujhko kho jaaen hum sang abhi ke abhi