Han aaann Ya ya Khali bhetha mai toh sochu tere bare Tere laare mainu samajni aare Rab ne kare jo mujhko ishare Ab jaake mujhe samaj mai aare Khali bhetha mai toh sochu tere bare Tere laare mainu samajni aare Rab ne kare jo mujhko ishare Ab jaake mujhe samaj mai aare Teri yaad Teri yaad Teri yaaaad Teri yaad Teri yaad Teri yaad Teri yaaaad Teri yaad Teri yaad mai betha tanha Aasoon girte bharta panna Kahin mera lagta man na Kahin mera lagta man na(aan) Kaise karu baat aapko bayaa Dil toda mera, mujhe laake do naaya Khel khela aaya apko mazza Mai haara bazi aur apni jaan se gaya Ab meri aai baari baate kholunga saari Dhoka diya tha toone jaan leli humari Saanp tu icchadhaari Chade kare sawari Naach nachya aese jaise koi madari Bhot khada kara toone tha bawaaal Ab liya maine khud ko sambhaaal Galti teri naam mera phasaya Sach kya hai? Duniya puche yehi sawaaal Khali bhetha mai toh sochu tere baare Tere laare mainu samaj nahi aare Rab ne kare jo mujhko ishare Ab jaake mujhe samajh mai aare Teri yaad Teri yaad Teri yaaaad Teri yaad Teri yaad Teri yaad Teri yaaaad Teri yaad Kabhi kabhi aati teri yaad Jab hojati thodi jyada sharab Lete the hum dard ki yeh saans Har aashiqi hai tere naam Kese mujhse pyaar se woh khelti Kese mujhe iss jhoote pyaar mai dhakelti Mai dosto ko kehta tha tu hai kismat mai Uddte mazak ab hoti meri bezzati Ha kya fikar tujhe patani ab kahan hogi Kis ke liye tere dil mai jagah hogi Kis ke naam ab teri saari raat hogi Kis ke liye teri meethi juban hogi Hoti nahi bardash mujhe jab bhi aai yaad teri Sanatte chilate bar bar ye awaaz teri Samjhi na tu baat meri kiya ignore Jobhi diya toone pyaar kya wo tha sirf 1 dhong Khali bhetha mai toh sochu tere bare Tere laare mainu samajni aare Rab ne kare jo mujhko ishare Ab jaake mujhe samaj mai aare Teri yaad Teri yaad Teri yaaaad Teri yaad Teri yaad Teri yaad Teri yaaaad Teri yaad