Sab kuch hai Tujh mein – Tujhse, Tere liye
Shrishti mein sab kuch, jo hai bana, Tu ne racha

Tu hai Aadi aur Anth bhi
Teri saason se mili yeh zindagi
Tu Yogya hai, Pavitra hai, sabse Mahaan hai
Tu Shresht hai, Anant hai, aur Khoobsurat hai

Hum jo hai Tujh mein, Tujh se, Tere liye
Charano mein Tere, ab hum rahen, sajda karen

Tere noor ko niharte hue
Ansh ansh se hum Tujhsa bane
Tere noor ko niharte hue
Ansh ansh se hum Tujhsa bane
Tu Yogya hai, Pavitra hai, sabse Mahaan hai
Tu Shresht hai, Anant hai, aur Khoobsurat hai
Tu Yogya hai, Pavitra hai, sabse Mahaan hai
Tu Shresht hai, Anant hai, aur Khoobsurat hai
Khoobsurat hai
Tu hi Mahaan hai
Tu jo kal tha, aaj vahi hai
Aur hamesha, rahega ek samaan
Ab har jaati, aur prajati
Har ek zubaan bhi, bas Teri jai gaaye

Bas Teri jai gaaye
Tu Yogya hai, Pavitra hai, sabse Mahaan hai
Tu Shresht hai, Anant hai, aur Khoobsurat hai
Tu Yogya hai, Pavitra hai, sabse Mahaan hai
Sandeh nahi, humko koyi, sirf Tu hi Khuda hai
Поcмотреть все песни артиста