Jis yakeen ke sahaare Hum bane the humsafar Uss yakeen ka iraada kya hua Kyu saare wohi lamhein Lag rahe hain pheekhe pheekhe Woh khilkhilaana kya hua Joh tha humesha Pyaar ke, shor se ghira hua Woh aashiyaan khaamosh hai Ajnabi bane hum saath mein Khade hain kyu yahaan Behroopiya si soch hai Farq hai Tab mein aur ab mein Farq hai Humaari baaton ke sabab mein Farq hai Haan, sach yahi hai Farq hai Hum 'woh' nahi hain Farq hai Farq hai Isse pehle ki dooriyan Reh jaaye, yahin kahin Aa saath dhoondein hum Phir se woh wajah Joh zaroori thi kabhi Farq hai Tab mein aur ab mein farq hai Humari baaton ke sabab mein Farq hai Sach yahi hai Farq hai Hum 'woh' nahi hain Farq hai Farq hai Farq hai