Tere aagosh mein samet ke yeh jahan Tere aagosh mein Samet ke yeh jahan Ki gumnaamiyat ka khauf hai ab kahan Ke rul bhi gaye toh madhosh hai hum yahan Tere Aagosh mein lapet ke yeh jahaan Tere aagosh mein lapet ke yeh jahaan Saikado lafz hai par kar na paye bayaan Kitne mehfooz hai teri bahoon ke darmiyan Kahi jaane ki ratt humein na ho Farzo ki humein fikar na ho Hmmm hmmm hmmmm hmmmm Jhoomte hai jo khwaab unko jhulne do Tere aagosh mein saver ke yeh jahan Tere aagosh mein saver ke yeh jahan Ki gumnamiyat ka khauf hai ab kahan Ke rul bhi gaye toh madhosh hai hum yahan Tere aagosh mein bikher le yeh jahan Aagosh mein bikher le yeh jahan