Ankoon se yun Oujhal ho kay na dil se gayi tu Aesa tu piyaar hai Mera yaar Mera dil Bhool kay bhi na bhool paien Wo pal thay jo sabhi Kesay ye maan loon, ye jaan loon Kay ab tu naheen Teri ankhoon me basta tha jahaan mera Meri zindagi ka har pal har lamha tha tera Dil mein tu, rehti hai Zindagi kay dariya kay har koney me tu behti hai Dil mein tu, rehti hai Zindagi kay dariya kay har koney me tu behti hai Shamein adhoori, baatein na poori ho teray bina Sochon me tu basi, teri hasi Teri muskurahat Khali ye din hein, khali ye raatein Khali hai ye man Teray bina ye zindagi weeraan lagey Teri aankhon me basta tha jahaan mera Meri zindagi ka har pal har lamha tha tera Dil mein tu, rehti hai Zindagi kay dariya kay har koney me tu behti hai Dil mein tu, rehti hai Zindagi kay dariya kay har koney me tu behti hai Aasan nahi zindagi ko teray bin jeena Ek pal jo hamein yun saath bethey Phir wo bhi chin gaya Kesay khud ko yun behladoon k katt jaiye gi Teray bina ye zindagi guzar jaiye gi Phir bi tuuuuu Rehti hai Zindagi kay dariya kay har koney me tu rehti hai Dil mein tu, rehti hai Zindagi kay dariya kay har koney me tu behti hai