Taqdeer hai aashiq ki jaisay toofan mein Karachi ki Zakhm barhtay jaisay naalon mein khoon aur paani bhi Kaisay bataoun zindagi ki mein philosophy Khud mein dhoondhoon apnay main apni saadgi In silsalon mein jaltay saaray kehkeshaan, yeh In faasalon mein toot'tay taaray beshumaar, yeah Is bandagi se jo umeed thi bhooli baatein Is zindagi se jo kareeb woh lut'tay jaatay Bus ab yehi dua Guzray yeh lamha Na hun main tanha Bus ab yehi dua Chahta hun Panaa Toroon yeh anaa Kyun ke Taqdeer hai aashiq ki jaisay aandhi mein aik basti ki Jaanoo ki aye shaamat bijli garjay hansti wi Kaisay bataoun kehta hun sab main so honestly Bechain chahta hun thori si sympathy Bus ab yehi dua K tu meray paas Aur tu meray saath Bus ab yehi dua K tu meray paas Aur tu meray saath Bus ab yehi dua Guzray yeh lamha Na hun main tanha Bus ab yehi dua Chahta hun Panaa Toroon yeh anaa Kaisi, Humari Udaasi, Barhi hai Hum ab, Hum se Jurray hi, Nahi hain Daulat aur Shaurat In sab ki kami hai Hanstay chehray par Ankhon mein nami hai Bus ab yehi dua Guzray ye ... yeah Na hoon main tanha Bus ab yehi dua