Neend Kyun Na Aye Kyun Ye Tarpaye Hum Tootay Jayein Khofnaak yeh saye Jo raaton per roz hain chaiye Dard hum pe laey Kaisay Bhulayein Woh pal jo aaj bhi rolatay Royein hum, saara din, saari raat Kyun pura waqt hai dard itna paas Tanha rahein hum na karein kabhi baat Tanha bethay hum sakoon ki hai sirf talaash Royein hum, saara din, saari raat Chahtay pyaar, laikin na tikay koi yahan saath Tootay waday kardein hum ko halaak Tootay sapnon se hi girti hai laash Uff kaisa hai yeh sitam Jeenay ka ab tou scene hai khatam Jeenay ka ab tou scene hai khatam Jeenay se ab tou dil mein Jalan Yeah Uff, Kaisa hai yeh sitam Marnay ke liye jaagi hai lagan Raaton ne kiya tanha yeh badan Galat raasaton per liye humnay kadam Neend Kyun Na Aye Kyun Ye Tarpaye Hum Tootay Jayein Khofnaak yeh saye Jo raaton per roz hain chaiye Dard hum pe laey Kaisay Bhulayein Woh pal jo aaj bhi rolatay Soyein kam, pechlay yeh paanch saal Jagein har roz hum till saaray chaar Zindagi per aya hai naya koi aazab Lootay yeh roz kyun man ka qaraar haan Soyein kam, pechlay yeh 5 saal Zindagi ka tou aaj bura haal Na seh sakon aaj yeh imtehaan Na marsakon yeh hai qadr ka sawaal Uff kaisa hai yeh sitam Jeenay ka ab tou scene hai khatam Jeenay ka ab tou scene hai khatam Jeenay se ab tou dil mein Jalan Yeah Uff, Kaisa hai yeh sitam Marnay ke liye jaagi hai lagan Raaton ne kiya tanha yeh badan Galat raasaton per liye humnay kadam Neend Kyun Na Aye Kyun Ye Tarpaye Hum Tootay Jayein Khofnaak yeh saye Jo raaton per roz hain chaiye Dard hum pe laey Kaisay Bhulayein Woh pal jo aaj bhi rolatay