Kishore Kumar Hits

Hassan & Roshaan - Intezaar lyrics

Artist: Hassan & Roshaan

album: Day 5


Dekho
Kesi ye havayein
Urr jayein fizaon mein tu aitebaar karle mera
Shaamein
Tujhko pukarein
Phir ye intezaar kis baat ka hai chalde zara
Dekha hai chehra dil tera meine
Aaja bana de ghar ye mera
Dil bekaraar kare intezaar kabse tera
Dil
Na jaane
Kioon maane
Aasmaan ye kehta hai dil ki sada
Nadiya kinare
Sitaare
Gaa rahe hain
Mun mein rahe tu sada
Dekho
Kesi ye havayein
Urr jayein fizaon mein tu aitebaar karle mera
Laagey na dil ab tere bina mera
Aaja banade ghar ye mera
Phir aaye ga na guzra jo pal ye
Tere bina
Dil
Na jaane
Kioon maane
Aasmaan ye kehta hai dil ki sada
Nadiya kinare
Sitaare
Gaa rahe hain
Mun mein rahe tu sada
Dil
Na jaane
Kioon maane
Aasmaan ye kehta hai dil ki sada
Nadiya kinare
Sitaare
Gaa rahe hain
Mun mein rahe tu sada

Поcмотреть все песни артиста

Other albums by the artist

Similar artists