Kishore Kumar Hits

Hassan & Roshaan - Tu (Lofi Edit) lyrics

Artist: Hassan & Roshaan

album: CDKK Lofi


Ye mujhe kia ho raha
Shor ye thamne laga
Soch se aagey yahin
Bas raha aik jahan hai
Doob jaoon is ghari
Waqt ye ruk sa gaya
Band aankhein jab huyein
Dikhnein tu laga hai
Sooni thein
Ye raahein
Tujhko dhoonda hai saara jahan
Bas raha tu yahin pe
Bas raha tu yahin pe
Bas raha tu yahin pe
Jism jo hai is ghari
Aik din dhal jaye ga
Dil mein aag aayi hai jo
Rahey zinda sada vo
Sooni thein
Ye raahein
Tujhko dhoonda hai sara jahan
Bas raha tu yahin pe
Bas raha tu yahin pe
Bas raha tu yahin pe
Bas raha tu yahin pe
Bas raha tu yahin pe
Bas raha tu yahin pe
Bas raha tu yahin pe

Поcмотреть все песни артиста

Other albums by the artist

Similar artists