Kon hai, likhi hai jisnein meri ye kahani Bheer mein, dikhayi kis nein vo meri nishani Chal diya, chor ke sari vo rahein purani Kon hai, likhi hai jisnein meri ye kahani Jisnein meri aankhein kholin kia vo mein tha Jisnein meri rahein badlin kia vo mein tha Mein aks hoon tera ya jism hoon mera Saari ye kainat ko yahin paya Kesa ye samaa hai Agaya hoon main Mera ye jahaan hai Agaya hoon main Door tha, lakhon libhaason mein mei jee raha tha Kaid tha, kiski banayi lakeeron mein mei tha Chor ke, aaya hoon saari nishaniyan kho ke Lot ke, aaya wahan jahan pe mein kabhi tha Jisnein meri aankhein kholin kia vo mein tha Jisnein meri rahein badlin kia vo mein tha Mein aks hoon tera ya jism hoon mera Saari ye kainat ko yahin paya Kesa ye samaa hai Agaya hoon main Mera ye jahaan hai Agaya hoon main (Kon hai likhi hai jisnein meri ye kahani Bheer mein, dikhai kisne vo meri nishani) Jisnein meri aankhein kholin kia vo mein tha Jisnein meri rahein badlin kia vo mein tha Mein aks hoon tera ya jism hoon mera Saari ye kainat ko yahin paya Kesa ye samaa hai Agaya hoon main Mera ye jahaan hai Agaya hoon main Kesa ye samaa hai Agaya hoon main Mera ye jahaan hai Agaya hoon main