Chayn dil ko aik pal nahi hai kuch dhoondta chala jaye Kon hoon mein kion jee raha hoon ye sochta chala jaye Khud ko bhool na jaoon mein kahin zindagi ke iss shor mein Khud ko bhool na jaoon mein kahin zindagi ke iss shor mein Kion darbadar phiroon Khud ki khoj mein Lapata ke Mera aashiyaan hai kahan Dhoondta chala jaye Kuch dhoondta chala jaye Dhoondta chala jaye Kuch dhoondta chala jaye Kon hoon mein kion jee raha ye sohta chala jaye Jee raha hoon jis ke liye usey dhoonta chala jaye Raasta hai ik teri yor ka kheenchta chala jaye Iss jahan se aage jahan hai usey dhoonta chala jaye Lapata hoon Dil pareshan hai Ghar mera hooo Jane kahan hai Zindagi bhi Sard weeran hai Ghar mera koi batlade Jaane kahan hai Khud ko bhool na jaoon mein kahin zindagi ke iss shor mein Khud ko bhool na jaoon mein kahin zindagi ke iss shor mein Kion darbadar phiron Khud ki khoj mein Lapata ke Mera aashiyan hai kahan Dhoondta chala jaye Kuch dhoondta chala jaye Dhoondta chala jaye Kuch dhoondta chala jaye Jab liya kadam teri yor ko raasta nazar aaya Na gaya tha koi jahan wahan aashiyan nazar aaya Ishq nein churaya mazhab mera khud mein tujko jo paya Ankh jo khuli neendh se meri raaz ab samajh aaya Ik taraf hai kafla saara Ik taraf hain dil ki raahein Tanhaa jana Kia karoon mein kis taraf jana Chaar Dinon Ka Khwaab hai gar ye Kion ghabaran? Khud ko bhool na jaoon mein kahin zindagi ke iss shor mein Khud ko bhool na jaoon mein kahin zindagi ke iss shor mein Kion darbadar phiron Khud ki khoj mein Lapata ke Mera aashiyan hai kahan Dhoondta chala jaye Kuch dhoondta chala jaye Dhoondta chala jaye Kuch dhoondta chala jaye Chayn dil ko aik pal nahi hai kuch dhoondta chala jaye Kon hoon mein kion jee raha hoon ye sochta chala jaye Khud ko bhool na jaoon mein kahin zindagi ke iss shor mein Khud ko bhool na jaoon mein kahin zindagi ke iss shor mein Kion darbadar phiroon Khud ki khoj mein Lapata ke Mera aashiyaan hai kahan Dhoondta chala jaye Kuch dhoondta chala jaye Dhoondta chala jaye Kuch dhoondta chala jaye