Shor tha jahaan aik din wahaan rah kioon weeran Rung thay jahaan aik din wahaan kioon berangian Soch thi azaad jo kabhi keyd kioon hoyi haan Kho gaya hai waqt vo kahan dhoond lein usey yaar Bara mushkil hai iss dunya Mein dil ki rah pe chalna Udhar hain khof ke pehre Unhein hain tor ke chalna Iss zulm se larna hai tou Uth baandh kamar kia darta hai Phir dekh khuda kia karta hai Uth baandh kamar kia karta hai Uth baandh kamar kia darta hai Kioon kisi ki dor mein chalein bebassi hai ye kia Kioon ubharta dard ham sahein sard har lamha Waqt ye baki hai jo abhi dhoondlein vahi rah Raastah jo dil ka tha kabhi phir se chal parein haan Agar sunli meine inki Tou saari zindagi meri Guzar jaye gi iss dar mein Na ho jaye ruswah koi Iss zulm se larna hai tou Uth baandh kamar kia darta hai Phir dekh khuda kia karta hai (Iss zulm se larna hai tou) Uth baandh kamar kia darta hai (Iss zulm se larna hai tou) Uth baandh kamar kia darta hai Chal chotay tum kioon rotay Dil mein bhara jab junoon tou koi kioon roke Kho ke paya khud ko Andar sheyr ki dhaar hai Iss galey mein koi chain nahi kaanton ke haar hain Chahat undar ho jab urnein ko Tou milti baatein bohot sunne ko Aik kaan se andar doosri taraf se bahir Yoon ehsaas e kamtari dou minute mein ghayab uhn Jhaank andar Silahiyat ka behta samandar Himmat apni jhalke ke badan pe Rehte zehni sakoon mein mast kalandar (Iss zulm se larna hai tou) Jhaank andar (Uth baandh kamar kia darta hai) Silahiyat ka behta samandar (Phir dekh khuda kia karta hai) Rehte zehni sakoon mein mast kalandar (Iss zulm se larna hai tou) Uth baandh kamar kia darta hai (Iss zulm se larna hai tou) Uth baandh kamar kia darta hai (Iss zulm se larna hai tou) Uth baandh kamar kia darta hai Iss zulm se larna hai tou Uth baandh kamar kia darta hai