Kishore Kumar Hits

Hassan & Roshaan - Doobne De lyrics

Artist: Hassan & Roshaan

album: Chaar Dinon Ka Khwaab


Sach kehta hoon mein dil ki zubaani
Sab hain musafir dunya hai faani
Aaj jo bachpan kal hai jawaani
Pal mein guzar jaye gi kahaani
Har soo teri mosiki hai
Sab rahein teri orr chali hain
Sach kehta hoon mein dil ki zubaani
Sab hain musafir dunya hai faani
Om tum ta nananana tananana re
Om tum ta nananana
Om tum ta nananana tananana re
Om tum ta nananana
Ishq mein teri yoon fanna hua khoj mein teri jal gaya
Log jo samajhte mujhe hain vo har libaas meine kho diya
Chal basi hai ye zindagi meri iss jahaan ki dorr mein
Tujhko khush nahi rakh sakoon ga mein doobne de mujhay ishq mein
Aankh khuli jab se hai ye jaana
Khwaab hai dunya dil hai thikana
So jata hai jab ye zamana
Jaagta hoon likhta hoon fasana
Zohud o kufar se bhi aage jo
Soch thi jiski mujh mein hi tha vo
Aankh khuli jab se hai ye jaana
Khwaab hai dunya dil hai thikana
Om tum ta nananana tananana re
Om tum ta nananana
Om tum ta nananana tananana re
Om tum ta nananana
(Om tanana nananana re om tanana nananana re)
Om tum ta nananana tananana re
(Om tanana nananana re om tanana nananana re)
Om tum ta nananana
(Om tanana nananana re om tanana nananana re)
Om tum ta nananana tananana re
(Om tanana nananana re om tanana nananana re)
Om tum ta nananana
Zohud o kufar se bhi aagey jo
Soch thi jiski mujh mein hi tha
Aankh khuli jab se hai ye jaana
Khwaab hai dunya dil hai tikhana
(Chal basi hai ye zindagi meri iss jahaan ki dorr mein)
(Tujhko khush nahi rakh sakoon ga mein doobne de mujhay ishq mein)
(Chal basi hai ye zindagi meri iss jahaan ki dorr mein)
(Tujhko khush nahi rakh sakoon ga mein doobne de mujhay ishq mein)

Поcмотреть все песни артиста

Other albums by the artist

Similar artists