Tifl, utho, aankhein kholo Din charh aaya hai Sooraj raah dikhanay ko Kirnein laaya hai Duniya sapnon ki dikhlaaoon Ungli thaam ke Chupkay se Chal ankhein qadmon pe rakh ker Pathhar koi larkhara day naa Duur hai dair lagaygi par Manzil yeh jaaega raasta Kaisi jagah hogi Jis ke hain raastay Aise kathin aur duur? Hongi wahan pariyaan? Kya mujhse woh kheleingi? Jhoola jhulaaengi? Jaadu ke rangon se har su Khushiyaan chaaengi Jhoolay baad'lon ke deingi Pariyaan gaaeingi Gungunaake Chal ankhein qadmon pe rakh ker Pathar koi larkhara day naa Duur hai dair lagaygi par Manzil ye jaaega raasta Chal ankhein qadmon pe rakh kar Pathar koi larkhara day na Duur hai dair lagaygi par Manzil ye jaaega raasta Chal ankhein qadmon pe Jis ke hain raastay Chal ankhein qadmon pe Jis ke hain raastay Chal ankhein qadmon pe Jis ke hain raastay Chal ankhein qadmon pe Jis ke hain raastay Chal ankhein qadmon pe Jis ke hain raastay Chal ankhein qadmon pe Jis ke hain raastay Chal ankhein qadmon pe Jis ke hain raastay Chal ankhein qadmon pe Jis ke hain raastay Chal ankhein qadmon pe Jis ke hain raastay Chal ankhein qadmon...