(Orchestra) ♪ Tararararararaaa Tararararararaaa Tararararararaaa Taara raara raara raara Tararararararaaa Tararararararaaa Tararararararaaa Taara raara raara raara ♪ Faraib me to sab hi hain Bas sab chupaane me maahir hain Ham makhoto'n me chuptay hain kyunke ham Andar se kaahir hain (Choir) (Orchestra) ♪ Mere haath me hai phanda Gardan koi laa do ke taang dun me banda Zinda ya murda phir kya farq hai parta? Ke mardam shumaari zameer hain murda Aaja paas is dil ko sakoon milay! Dede khaak is raakh ko wajood milay! Jahan sochun kahain ke wahan pe tu mojood milay Gilay itne tujhse phir bhi tujhe sajood milay Khaamoshi bole aake mere kaan me ke "Jhoot bolay tujhse yahan pe har insaan" Bolo kya karun? Karun kis ka yaqeen me? Khanjar aese jaib me ke qattal ka shokeen me Khoon nai bahaana Par kyun chahain log mera sabar azmaana? Zamaana to chahta hai cheerun me khaalain To khanjar hai haath me tum paas to aana ♪ Gulon me rang nahi zeher milaa dun me? Gaalay pe haar ya churaa phiraa dun me? Apne hathon pe khoon lagaa dun? Jism ke tukron se tasmay bana dun me? Ham tasway bahaa rahe Ham qassmain utha rahe Ham tasway bahaa rahe Ham judge ke saamne tasway bahaa rahe Sach jaanay ye saaray Ham kis ko bata rahe ham kis se chupaa rahe? Sach jaanay ye saaray Ham kis ko bata rahe ham kis se chupaa rahe? (Chupa rahey) ♪ Chiryaa sunaa rahi Gunaah ghino'na ye Meray pannay bhaari Ab kya likhunga me? Chirya dikhaa rahi Tera roop ghino'na rey Teray chehray kaafi Ab kya tujhe kahain? Ab tu yahan se bhaag ja (Haan) Ab tu yahan se bhaag ja Ab tu yahan se bhaag ja