Kishore Kumar Hits

Shareh - Khulasa lyrics

Artist: Shareh

album: Khulasa


Chorhoun na kaghaz yeh korey toh
Haal se acha behaal houn me
Kitno se lerh ker bigarh loun me
Ya kitno ko yeh kala udhaar doun me
Per bhuji hoi ek mashal houn me
Khud hi khud me ek sawal houn me
Wo kehte abbeeti toh likhte adeeb kai
Btade unko kamal houn me
Mjhe ilm bakshein asmaan wale
Mjhe izzat dein pehchan wale
Thamey rakha rassi ko uski
Meri tooti kashti darya kinaare
Bewafa dikhega zamana tjhe bhi kbhi toh mjh jesa ban toh
Uksajae zamana meri sunker me iqbal houn me manto
Qismat thi katghare me mere her khuab ko phansi
Meri hesiyat kiya thi hansta hou soch ker khudka maazi
Mere her marz ki dawah her aib ka torh Kiya cheez he maa bhi!
Yeh kala zinda agr mjhse phr smjh k yeh kala maregi sath hi
Darya me dooba or piyasa
Yeh shayari krde in zakhmo ko taza
Kitno ne ass lagai he jese is game ka wahid asasa
Jo guzri he mjhpe me gata
Takleefon ka yehi sila tha
Woh roenge khoon k ansu jb krenge meri kala ka khulasa
Me kyunnnn tere baad yeh sahoun
Me hu Kaun, yeh puchta phiru
Kafi kuch he kehnay ko, me phr bhi bolo rehne do
Me kb tk apne ap se lerho
Kiya kahoun
Kiya kahoun
Zehen yeh khula tou pata chala k yeh qala nahi kisi say kam
Tu mujhse kiu jala mai chahta tha bhala tera Laga mujhe bhi gham
Aj bhi betha kinaray, tarsay saharay, baatain wou sochay
Zakham tou bhartay yeh waqt say, marham ka kiya kaun ansu ko pochay
Zada na bolna beta ab tum
Trap ho ya drill kru flow kaboom
Bhagega kese daba k tu dumm
Chaal meri parhay paas mere sb hukum
Likhay maine hadsay hath say khud
Jatay yeh rastay raat say chup
Jo mere hai sath kay khaas thay wou
Thakta nahi ab mai baant'tay baant'tay bro
Deathnote pas tere boys idhr shinigami
Cutthroat maardete dar idhr kisi ka nahi
10 roz gaarh dete, dard deke physically
Jarh say ukhaardete, sick rehte lyrically
Good boys marti phr bhi baddie
Hustler mood idhr pakti maggie
Gram kru score rehti full meri baggie
Bend it like bekham bitches bolay daddy ay
Jou ganay pay sath hai janta sb kuch wou saaf hai
Ab yahi halaat hai, wou kartay na baat na raabtay aam hai
Kaun janay kainaat ka
Sab aarzi kuch yaha tahayat na
Lafz aise joru lagay fire aj yaha
Flow qatilana chotay sayonara
Me kyunnnn tere baad yeh sahoun
Me hu Kaun, yeh puchta phiru
Kafi kuch he kehnay ko, me phr bhi bolo rehne do
Me kb tk apne ap se lerho
Kiya kahoun
Kiya kahoun

Поcмотреть все песни артиста

Other albums by the artist

Similar artists