Ashqoon se likh raha hu areeza mere hoozoor Mujhko yakeen hai aap parenge isse zaruur Dushman kii har taraf se hai yalgaar aayiye Aajayi ye ab aayiye ab aa bhi jaayiye Ya imam e zaamaa ya imam Aap ke muntazir hai ye gulam +2 Laashe utha rahe hai azaadar subho shaam Seene pe hath laab hai labaiyak yaa imam Naara laga rahe shahadat ka pee ke jaam Ya imam e zaamaa ya imam Aap ke muntazir hai ye gulam +2 Phir sar utha rahe hai yazeedi yaha waha Hai tang momieno pe zameen aur aasmaa Zulmo sitam ki dhoop me hai aap saayeba Ya imam e zaamaa ya imam Aap ke muntazir hai ye gulam +2 Dil se gham e hussain nikala nahi kabhi Sar zaalimo ke dar pe jhukaya kabhi nahi Jo aap se hai ishq chupaya kabhi nahi Ya imam e zaamaa ya imam Aap ke muntazir hai ye gulam +2 Aulaad e fatema pe ab bhi sitam rava Hai karbala me ek nayi karbala bapa Dil se nikal rahi hai bs ab toh yahi dua Ya imam e zaamaa ya imam Aap ke muntazir hai ye gulam +2 Har sher har zameen hai aaqa lahu lahu Gulshan lahu lahu hai toh sehra lahu lahu Isse hua furaat ka daryaa lahu lahu Ya imam e zaamaa ya imam Aap ke muntazir hai ye gulam +2 Tasve yazeedyat yuhi dhaate rahenge hum Firoonyat ka naam mita rahenge hum Abbas ke alam ko utha te rahenge hum Ya imam e zaamaa ya imam Aap ke muntazir hai ye gulam +2 Jaan apni ye zabar dare zehra pe vaar na Naa haar na h mominoo himat naa haarna Apne imam e waqt ko yunhi pookarna Ya imam e zaamaa ya imam Aap ke muntazir hai ye gulam +2