Jal gaya hai ye jahan Par sab kuch hai yahan Jal gayi hai ye zameen Or jal utha aasman Ho Patte vo jhadd gaye hain Kahin In sookhi daalon ke Ahaan Sath tha hardam tera Tu Hi tu tha har jagah Bas Mai hun yahan Par Tu hai kahan Bas Mai hun yahan Par Tu hai kahan Toote haatho me Har phoolon se Humne sajaya hai Hardafah Roothe hum agar Ya ho khafa Gale lagaya hai Bewajah Ho Saasein jo ruk rahi hain Kahi Is badhti bhook me Haan Mai galat Or tu sahi Yahi To marzi hai teri Phir bhi Bas Mai hun yahan Par Tu hai kahan Bas Mai hun yahan Par Tu hai kahan Raahon ke Panno pe chhap rahe Tere naamo ke sheher Par vo bhi mit rahe Lamhon me tu Samaya hai mere Is yaadon ke jahan me Phir bhi hum chal rahe Wooo Jab dhadkane ruk rahin Duniya ke jo Rishte sab dhal rahe Tujhe dhoondh mai kahan Bas mai hu yahan Par Tu hai kahan Bas Mai hun yahan Par Tu hai kahan Bas mai hu yahan Par Tu hai kahan Bas Mai hun yahan Par Tu hai kahan