Zakhmi Zakhmi Zakhmi Zakhmi Nahi banna mujhe mere baap ki tarah Chodh jaata apno ko aur saath na khada Nahi banna aisa jo na baaz aaye khuda Beh jaata jo hai sabki baat mai gumrah Nahi chalni chalein mujhe apno pe khuda Keh jaata bas par kabhi baat ni suna Darrta hoon khudse mai sabhi se hoon judah Marta hoon khudme isme kiska ab gunah Chahat nahi khudse ab mai rehta hoon bichda Na kabhi uthna chahu sokar mai khuda Daulat ka aana jaana maanga ni zyada Dil ka khayaal ab mujhse rakha ni jaata Kahan hoon baitha mere shav ko ni pata Murda hoon ghayal meri kabr do saja Rehta hoon gayab mere gharme laapata Marjaana bhi hai mujhko ek din ya khuda Beh jaata agar banta paani mai sabhi ke liye Todd aata agar banta patthar mai unhi ke liye Chodh jaata agar banta kayaar mai sabhi ke liye Modd aate rashte fir bhi wo mujhe paane ke liye Pata kaise lagta mujhe jeena khudke liye Pata kaise lagta mujhe marna unke liye Zakhmi hai mann mera zakhmi hai dil Zakhmi hai raat meri zakhmi hai din Zakhmi hai mann mera zakhmi hai dil Zakhmi hai raat meri zakhmi hai din Zakhmi hoon mai aur zakhmi hain hum Zakhmi hoon mai aur zakhmi hain hum Itna kareeb aakar ho kyun tum anjaaan Itna naseeb na ki ho tum mere saath Ab kyun nahi ho mere tum sang nahi Ab kyun nahi ho mere tum sang nahi Ab tum sang nahi Guzar chuka hoon mai andar sey Sudhar chuka hoon bahar mai Ubhar chuka hoon mai andar sey Mukar nahi paata mai chahat sey Ami tumake bhalobashi Ami tumake bhalobashi Ami tumake bhalobashi Bas! Ab rehna nahi zinda Usey jaana tha pata Jisey maana tha apna Kaise rehlu ab bina Tere bina Zakhmi Tere bina Tere bina Tere bina Zakhmi Tere bina