Mere yeh jhute naqaab Mera sar dard baney Mere yeh jhute naqaab Mera sar dard baney Mere yeh jhute naqaab Mera sar dard baney Mere yeh jhute naqaab Mera sar dard baney Kabhi kabhi mera marne ko jee chahe Kabhi kabhi mera roney ko jee chahe Nahi aate fir bhi yeh aankhon sey aansu Nahi rona mujhko jab lag sakta dhansu Nahi aati mujhe ab neend bhi Dar lagta khudse ab kabhi bhi Kisse mai bolun wo darr bhi Kyuki nahi lagna mujhe kamzor bhi Yeh le dard mera Seena bhari kar aa Yeh le dard mera Seena bhari kar aa Yeh le dard mera Seena bhari kar aa Yeh le dard mera Seena bhari kar aa Mai thak chuka janaab Ab mann nahi karta yaar Ke ghumo mai bahaar Ke manau mai tauhaar Ke rahun kisi ke saath Ke bas khudme barbaad Ab mann nahi karta yaar Ab mann nahi kartahai Haan Mai abhi khudi ko jaan raha Bekhudi ko maan raha Bemaani hatani hai Mai jawaani jala raha Bas kardo mujhko ab shaanti tum dedo Mai pagal hoon agar toh mrityu tum dedo Agar mujhse hora ni tha kuch Toh kaise aaya mai yahan tak mai? Mujhse hora hai wo sab Jo dekha na kabhi mene sapne mai! Ab milna mujhe apne kal se hai Bhaari seena taqat 100 khwaab hazaar Leke chala mai bhi gaano ka karobaar Kandhe pe mere kisi ka nahi khudka hai bhaar Mere yeh jhute naqaab Mera sar dard baney Mere yeh jhute naqaab Mera sar dard baney Yeh jhute naqaab Mera mera mera Mera sar dard ban gaye hain Bachalo khudse koi mujhko Ay Bachalo khudse koi khudko Ba-Ba-Bachalo Bachalo Bachalo Bachalo Bachalo Bachalo Bachalo Bachalo Bachalo Bachalo Bachalo Bacha Mere yeh jhute naqaab Mera sar dard baney Mere yeh jhute naqaab Mera sar dard baney Mere yeh jhute naqaab Mera sar dard baney Mere yeh jhute naqaab Mera sar dard baney Mere yeh jhute naqaab Mera sar dard baney