Haan Maine baatien kaafi ki teri khilaaf hai Dhool chehre pr thi kia aaena saaf h Raaton se sawaron tak jo pal beeten kharaab h Kaise main milaun ankhein chehre pe naakab h Ab likhdun pano pe jitna dard bhi maine jhela tha Teri mojudgi mein main haara aur akela tha Har taraf ujaala jaane phir bhi kyu andehra tha Zakhmon ki ye dastaan Pal main tujh mein beh rha tha Lage naqab the, Dekhe the 2 chere tere, Kya asli kya nakli kon nasli Me talsi me jalti hoi lakdi, Jo takleef na kisko bhanak thi, Par andr panapti,adab si vo basti, Jo basne se pehle hi dhuast thi, Ab drishti me dust thi, Me dusti ab pehli bas me tere seher Ki or bas krr ke ruke nabaz ni, Main na samjha tujhe Doosro mein dhoondun jo bhi tujhme na mile Haan sehlenge jitni doori ab aage ye bane Phir bhi har raah naa jane tujh tk hi kyu chale ♪ Tere or mere me itni hi duri jitni aasman zameen me, Mujhe aazama sahi se, Sara nichodle mera vo ras or meri tu aantde kheech le, Or fir bhi na chain toh kat ke faikde neel me, Par sochio neend me mark ke muh se bas nikla amen h Or tere muh se mene suni toheen h mere liye, Li esi firki ke hone hone lage hum hai sar fire, Tu kehti tu roti yaha ashq-ae-samandar or tere Bss nal khule, Ab pade na Kano me kuch bss nashe me bajne lage Yaha tun tune. Tu marzi ki malik Main baitha muntazir Khushnuma chehra par phir bhi tu Amil Dil ke darwazon pr hum thehre qafir Na dar na thikana hum bhatke musafir Dukh dard sab baatein tu h na yahan pe Palko mein rakh dun main tujhko chupa ke Bikhre in ashkon ko apna banale Saansein bas chlti h tere sahare Tune na samjha mujhe Doosron mein dhoondhe jo bhi mujh mein na mile Haan seh lengey in zakhmon ko jo tune h diye Phir bhi har raah na jaane tujh tak hi kyu chale