Aakhon ke peeche chupe jo Tere mann mein hai saw savaal Aansu se kajol mite roz Bikhre chehre pe jhoota nakab Dinbhar gumsum thi Khayalo se ladti Pehne tu ek tooti muskaan Bojh duniya ka sehti Zubaan kho hai baithi Sun le kabhi dil ki awaaz Jo keh de khud ko woh pyaar Jab woh kehte kyun tu aise Unke shabd hai amoort Jahan bhi tu jaye koi choo na paye Wahin sab gungunaye teri dhun Sundar har nazar se Behta noor tujh meh Bujhne na de ye diya Gun Farishton se milte Khilte rang tujse Apna naseeb tu likh ja Aasman hai tera Hmm Hmm Huh Huh Hmm Hmm Huh Huh Aasman hai tera Hmm Hmm Huh Huh Hmm Hmm Huh Huh Kanton se bhare phoolon mein Khila tha ek gulab