Khoya maine tujhko jab Khoya maine mera rab Maine tujhko he paaya Tere peeche mera saaya Sab chhod ke bas chala aaya Sab baatien hain mulaqatien hain Kho jaate hain joh paate thee Sab baatien hain mulaqatien hain Kho jaate hain joh paate thee Tu hai bas tu hai Mera sab kuch bas tu hai Meri saasien tu hai Baatien tu hai Manzil ki bas raahien tu hai Teri wajah se muskurana Zindagi kya hai maine jaana Tujhko pyaar nahi tha yeh bhi maana Bas ab tu laut ke na aana Harr saans mein tera naam hai Tuh nahi zindagi mein maana yeh Aakhir mila ek savera Har jagah ek he chehra Aane wala samay bhi meraa Ae mere khuda, mai ho gaya judha Jis din main hogaya tujhpe fida Din bhar tere liye rota hoon Aankh mein ansu liye sota hoon Aisa kya kiya maine allah Sab baatien hain mulaqatien hain Kho jaate hain joh paate thee Sab baatien hain mulaqatien hain Kho jaate hain joh paate thee Tu hai bas tu hai hai Mera sab kuch bas tu hai Meri saansein tu hai Baatein tu hai Manzil ki bas raahein tu hai Teri wajah se muskurana Zindagi kya hai maine jaana Tujhko pyaar nahi tha yeh bhi maana Bas ab tu laut ke na aana