Kishore Kumar Hits

Auj - O Jaana lyrics

Artist: Auj

album: Sifr


Ye zameen uss raat se gum
Mere pairon talay ab taaron ki dhun
Ye sawaari jhoom ke pyaari baaton main gum
Jazbaat ki sun na
Ab sawaal jaan, maan, zaat, paat ke paar hain
Inkay jawaab naa tere naa mere paas hain
Ab sawaal jaan, maan, zaat, paat ke paar hain
Yahi pukaarain
Pukaarain naaa
O Jaana
O Jaana
Rangeen aankhon ke sapnon main gum
Meri saanson ki lay boojhay teri hi dhun
Jhootay mootay raazon ke takhtay
Paltay hain mainay sach to sun na
Ab sawaal jaan, maan, zaat, paat ke paar hain
Choro ye baatain waatain gandi soghatain
Ab sawaal jaan, maan, zaat, paat ke paar hain
Yehi pukaarain
Pukaarain na
O Jaana
O Jaana
Nasir
Baaton se
Jazbaat se
Naa ho mujh se bayaan
Guzri jo meri zaat pe
Kaisay kahoon daastan
Woh teri jo aankhain
Sonay say pyari
Woh teri jo aankhain
Bhoolain na
Main rokun tou rokun
Khud ko kaisay
Teri hi baaton main
Ghoomain na
O Jaana
O Jaana
O Jaana
O Jaana
Oooooooh yeah yeah yeah hee

Поcмотреть все песни артиста

Other albums by the artist

Similar artists