Kishore Kumar Hits

Auj - Mauj lyrics

Artist: Auj

album: Sifr


Tere har ik zarray pe
Mein apni jaan waarun
Tujh ko bhoolun kaisay mein?
Tera har rang khud mein utaarun
Khoja hai meinay zamana
Tujh sa koi mila na
Khoja hai mainay zamana
Par tujh sa koi mila na
Auj se auj tak
Kyun nadi tu mauj ban
Tu banaa iss khaaq se
Jism tu teri jaan ye
Tere har ik zarray pe
Mein apni jaan waarun
Tujh ko bhoolun kaisay mein?
Tera har rang khud mein utaarun
Khoja hai meinay zamana
Tujh sa koi mila na
Khoja hai meinay zamana
Par tujh sa koi mila na
Auj se auj tak
Kyun nadi tu mauj ban
Tu banaa iss khaaq se
Jism tu teri jaan ye
Maana
Pheila andhera hai
Par qadam duur sawera hai
Teri raah toofani hai
Par tu tou behta paani hai
Maana
Pheila andhera hai
Par qadam duur sawera hai
Teri raah toofani hai
Par tu tou behta paani hai
Auj se auj tak
Kyun nadi tu mauj ban
Tu banaa iss khaaq se
Jism tu teri jaan ye
Auj se auj tak
Kyun nadi tu mauj ban
Tu banaa iss khaaq se
Jism tu teri jaan ye

Поcмотреть все песни артиста

Other albums by the artist

Similar artists