Tere bina hoon main sookha sa Baitha main kaisa adhoora haan Chaar din kat te na Har baar hi main dhoondoon tujhe Ab hafta bhi ye kat ta na Khyaalon mein dhua bhare Tere bina hoon main sookha sa Baitha main kaisa adhoora haan Adhoora sa Haan kya tu samjha rahi hai mujhko Kya meri baatein tere dil tak jaa rhi hain Kya tujhko bhi meri bilkul bhi parwaah nahi Jal dena mujhko Tu naa jalaa Sookha mann registaan Buzdil tum bekadar Rakhte khud 2 ghadi Chaahte par thoda waqt Milta phir ghanta bas Taufo pe lagta zanq Gaati tum geet na mere par Bajte besure shankh Main sukha woh paudhaa jo paani na leta kisi se bhi zyaada Sab khel hai bas khel Sab bane yahaan raja Koi banne na pyaada Toh khel chale ye kaise Jab takht ye bhare hain rehte Tum takht ye bharo Jab rakht ye bahe Hum sookhe ke sookhe hi rehte Sookhe mere hoth chaahte amrit Jhhuke tere aage na kare ab win Ab toh bas dhoop lage sookhe tann ko Ab toh dhoop lage bas sookhe tann ko Tere bina hoon main sookha sa Baitha main kaisa adhoora haan Chaar din kat te na Har baar hi main dhoondoon tujhe Ab hafta bhi ye kat ta na Khyaalon mein dhua bhare Tere bina hoon main sookha sa Baitha main kaisa adhoora haan Tryna be normal I do it again Saath mere tu Ye mera wehaim Kaat rahi mujhe baat wahi Kaafi baar kahi dikhe bar nahin Mujhko peena ni karo yakeen Goliyaan lekar dil mein nami Fir bhi kyun lagti teri kami Oh aditi Wo bass mein na rehti Zyaada na sunti Zyaada na seheti Duniya se alag Dunya se door Nahi pata kaale aur safed mein farak Tere bina hoon main sookha sa Baitha main kaisa adhoora haan Chaar din kat te na Har baar hi main dhoondoon tujhe Ab hafta bhi ye kat ta na Khyaalon mein dhua bhare Tere bina hoon main sookha sa Baitha main kaisa adhoora haan