Kishore Kumar Hits

BISON - Roshni lyrics

Artist: BISON

album: Roshni


Roshni nahi mere kamre mai
Naukri ni karni bande ne
Tumne kaha zindagi mai sab dekha
Kya tumne Bando ke rang dekhe
Aaj
Hai meri maa khush
Paise kama le
Par mile tujhe na sukh
Rishte ye nazuk
Ye tole legacy ab meri
Maine 40 gaanein pheke 22 mai
Par tu hai na khush
Ladke karte baatein
Maine jeeta kya
Dil jeete maine
Tumne jeeta kya?
Log kamaye maine
Izzat hai kamayi
Paise ke alawa kabhi ladke
Mujhse jeeta kya
Loyal to my wife
Wife meri art
Kalam meri life
Mujhe dikhati aukaat
Fuck school
Sikhate usool
Khudse banega aut baatein
Meri na bhool
Dil pe haath rakh
Kya tu ji raha
Ya tu meri tarah
Andar se mar raha
Kya tu sach mai ab chahta ye zindagi
Ya zindagi ke saath bas tu hai chal raha
Dil pe haath rakh
Kya tu ji raha
Ya tu meri tarah
Andar se mar raha
Kya tu sach mai abchahta ye zindagi
Ya zindagi ke saath bas tu ab chal raha
Pehla sapna mujhe ghar lena
Badi gadi leni maa ke liye sab lena
Maula dard diye
Ab mujheee dhan dena
Tu ab baksh dena
Ya tu mujhe rakh lena
Anxiety pills
Lage sir ghume
Samjh hi ni aata
Yaha par ab kon hu mai
Keemat lagi meri zindagi ki
Zindagi ka pata nahi ye mujhe kab chode
Kaise insaan hum insaaniyat hi maar rahe
Maula theek kar shikayat ye aapse
Mai bada bana apna ahankar maarke
Sapno ka katal kara aaj ye samaaj ne
Chote sheher se mai
Soch badi
Kaise ghar ko sambhala
Thoda soch buddy
Meri halat dekh
Kismat roo padi
Pehle khush tha mai
Kidhar meri wo ghadi?
Marne pe bajana chahiye travis meri kabar pe
Jinhone maara chura wo hi mere sanam the
Saari ye baatein likhi maine issi nazam mai
Sheher ko lana map pe aur yehi meri kasam hai
I'm not a trend i'm an era
I was born in the 50 cent era
Mai baitha top pe pata meri jagah
Mehnat se kahada karna hai khud ka eek kila
Saas leta jaara mai par dhadkan nahi chalti
Mai aankhe dekhe jaanleta kon kitna Farzi
Baaton se hi jaan leta kiske mujhse jalti
Tu mujhse itna neeche jaise asmaan se dharti ho
Sab chod chali aati gar pyaar karti vo
Maana dil se har lamha guzarti vo
Wapis dil na dukhau tumko dil na de pau
Chahe jitna bhi ab mujpar vo marti ho
Ha
Ab log zara izzat se baat kare
Teri pohch jo Vo mujhko aake yaad kare
Na dekhe zaat mere kaam se hai yaar bane
Isliye to bike tere, mere ab bhi saath khade
Inteqam, mere dil par ek
Jitno ne toda usse milkar hai
Karu mai shukriya da unka bhi
Raj ab mera har ek dil par hai
Tham chuke na jal chuke baadal
Barso se na barse vo raah par
Chal rahe jo apni wajah par
Ant me Vo baithe gunah kar
Isliye zara khuda ki sunah kar
Har raat nayi subah ki dua kar

Поcмотреть все песни артиста

Other albums by the artist

Similar artists