Na tu jaane Hum deewane Intejaar Kar kar Hai bitaate Teri zulfein Meri raatein Tere aage Hum kuch na maange Hum chod jindagi ko Tere peeche aage Bewafai hoti kya Hum uske bhi gawah hai Vo puchte ab Kyu ni muskraate Khushiyan ye ghum ho gayi Mujhpe na ho koi asar Tere bina ab safar Jee lu mai kaise magar Dil ka shor Do anjaane The deewane Bunte the bas Khushiyon ke dhaage Kismat saali Do pal ki yaari Roothi jo vo Sab leke bhaagi Umeedon ke sagaron Mai doobe hum fanaa the Toota kaach mera Mujhko hi aake kaate Vo puchte ab Kyu ni muskuraate Khushiyan ye ghum ho gayi Mujhpe na ho koi asar Tere bina ab safar Jee lu mai kaise magar Dil ka shor