Mein chala kahi dur ghar se Jaha Tera nahi koi asar hain Chotein sheher bade charche Par tujhe kuch nahi Malum Tu sunti joh woh kehte Kuch cheezo ka mujhe nahi garv hain Aur tujhe chahiye something perfect Sonay aur pital me bohot fark hain Par tujhe kuch nahi malum Tu sunti joh woh kehte Waqt badle jab khatam woh silsila Kya karu main in logo ke salaho ka Woh kehte kar kuch Aisa jisse hoga Tera bhala Par main kar betha kuch jispe huwe hum tabah Ashique sab ashiqueko ka bhul hain Zamana kehta manle usul sarein Gulabe bina kaanto ke adhure Tehqiqat joh baki tha na huwe kabhi pure Ore Piya tu meri na cheez Par jobhi tha humare beech uska naam hi nahi Joh woh kehte galat Lage bohot hi sahi Joh woh kehte galat karoge phirse wohii Mera tumpe hi nazar tha Phir huwa jiska tumhe Darr tha Phir ek baar kal ki koi fikar nahi Itna waqt nahi mere pass me kabse besabar tha Kuch cheezo ka mujhe nahi garv hain Aur tumhechahiye something worth it Sonay aur pital me bohot fark hain Par tujhe kuch nahi malum Tu sunti joh woh kehte Tu sunti joh woh kehte Tu sunti joh woh kehte Tu sunti joh woh kehte Tu sunti joh woh kehte