Kishore Kumar Hits

Bhaktaaa - DINOZAMES lyrics

Artist: Bhaktaaa

album: Kaan Ke Neeche


Raaton ki likhai
Hatho ki ghisai
Laakhon ki chadai
Baato mein badai
Chahiye mujhe or
Aankho dekhi maine
Kalam se dikhai
Sharam na zara hi
Sabhi ki jalai
Lu main puri moj
Rakhu duri bhot
Hai jo buri soch teri
Dunga choori khopp
Dosh tera hai ye dhauss meri
Khauf mein ni seekha maine jeena seekhi
Maut deni
Bol tere tol ni to hogi shuru khoj teri
Fir meri kalam tera sir
Karu sar qalam
Bhasad hai faili tabhi rehta mera
Sir garam
Angaro pe lote tu chalu jab main
Har kadam
Thooth pe teri dharu charan
Aja kar naman
Bleah
Na badhte aage, jalte jo ye kal ke ladke
Rang badalte, kholu teri partein thoda chal sambhal ke
Haan rhte sath jo yaar hai rakhei jebein bharke
Khole sir bhi sabke khata kaan hai jo bhi sir pe chadd ke
Haan
Chode hath dost saare baat jaane bin
Jamaye maine daant saale daant rahe hai gin
Du main gaali aisi kaano ko aayegi tere ghin
Hu likhari main likhai se hi jeetunga ab dil
BC Adlibs kaise dete hain yr
Raaton ki likhai
Hatho ki ghisai
Laakhon ki chadai
Baato mein badai
Chahiye mujhe or
Aankho dekhi maine
Kalam se dikhai
Sharam na zara hi
Sabhi ki jalai
Lu main puri moj
Raaton ki likhai
Hatho ki ghisai
Laakhon ki chadai
Baato mein badai
Chahiye mujhe or
Aankho dekhi maine
Kalam se dikhai
Sharam na zara hi
Sabhi ki jalai
Lu main puri moj
Karu bomb drop
Jaise Purulia arms drop
Aur yeh gaane back to back chale non stop
Woop woop piche lage cops
Still it dont stop
Joonje toofano se karte huve mauj
Aur yeh rappers ka drip
Fake gucci, fake lovie 3000 ke air force
Aur sadi huve jewellery
Khudko Maane sartaj bekhubi
Hai fir noob hi tere videos koi
Koi B grade movie
Bichaye laashein
Saare assal khooni
Tumhe kaccho hi chabadu
Mera baccha hi banado
Agar kinare pe khade tumhe dhakka hi lagadu
Mattha satka pakda katta
Pow pow
Kam tamam
Ramnam satya
Kamdham hatya
Suraj ke tapmaan sa mera lakshya
Bhavishyavani mein likhi hai teri hatya
Hai yeh satya
Raaton ki likhai
Hatho ki ghisai
Laakhon ki chadai
Baato mein badai
Chahiye mujhe or
Aankho dekhi maine
Kalam se dikhai
Sharam na zara hi
Sabhi ki jalai
DINOZAMES

Поcмотреть все песни артиста

Other albums by the artist

Similar artists