Ab mujhko yun le doobi nigahen teri Jo tu hai mera Toh kya gum hai ab mera Tu hi hai kashish meri Tu hi nazam Jo tu na mera Toh phir kya jeena mera Tu hi hai kashish meri Tu hi nazam... (Tu hi nazam) Woh chaand ki chamak woh layegi Roshni Deti hai pyaar aur meethi hai Chasni Smoking the weed you taking me higher Mehfil-e-shayar main bana hoon gayak Jadoo hai baatein woh karti Madhosh Dil hai nashe main ab rehta nahi hosh Roshan hai tujhse woh chand aur taare Ruthi zamane se royenge saare Chal chal ab nakhre na kar na Mitegi mohabat yeh meri kasam Yeh Julfe hai reshmi woh rehti malang Woh bolti nahi jhoot na hota jalan Aaj kaatega haath jo aayega saamne Bana di mahal yeh tere hi naam main Ishq bhi karenge Afghani khoon Tujhse junoon hum jude zaroor Ab mujhko yun le doobi nigahen teri Jo tu hai mera Toh kya gum hai ab mera Tu hi hai kashish meri Tu hi nazam Tu hi nazam (Tu hi nazam) Meri banjar si duniya mai sawan si wo Main gayak hu papi aur pavan si wo Dekhe maine hatiyar kai Pr ankho ki usse ghatak na koi aur Pesewer tariak pr doob hi jata hu Jab bhi sang hoti sukoon hi pata hu Kitne lamhe bitte uske bina Barbad shabo ka hisab lagata hu Socha na tha kabhi gote lagaunga Ishq ki itni gehrai mai jaunga Jab bhi koi puche yaad hai kya Teri hi baare mai bs bata paunga Zinda bs sunne ko teri awaj Jo ho jaye chup jike ky hi kr paunga Sapne Jo le jaye na teri aur Ulte pair mai bs bhag kr aaunga Har panne mai hota tera zikr Tu ban gayi thi tarik na aye magar Ab aane lga har wo rang pasand Tabhi pehene tu aur jache hum Hume apna bna kr chor gai Jaisi likhi maut kalam tod gaye Apne piche tanha seher chor gye Jaise bago ko khali kar mor gai! Jo tu hai mera Toh kya gum hai ab mera Tu hi hai kashish meri Tu hi nazam Jo tu na mera Toh phir kya jeena mera Tu hi hai kashish meri Tu hi nazam... (Tu hi nazam) Woh chaand ki chamak Woh layegi Roshni! Deti hai pyaar aur Meethi hai Chasni!