Meri subah meri shaam hai Mere glass mai pada hua jaam hai tu Aaja tujhe anjaam du Meri poori hooi aarzu Aankhein na tu ferr Aise na tu dekh Dikhu koi mujrim teri aankhon ka yeh khel Meri subah meri shaam hai Mere glass mai pada hua jaam hai tu Aaja tujhe anjaam du Meri poori hooi aarzu Aankhein na tu ferr Aise na tu dekh Dikhu koi mujrim teri aankhon ka yeh khel Teri aankhon ka hai khel Kachi si diwar thi ye dil marhaba Ispe ek hi naam mustaqil marhaba Par ab mere bass ke baahar hai ye Dil marhaba Hum nadaan the wo ulfat ya koi zid marhaba Hun mai rishto ke na kabil awargi hai lazim Par tu haare apna dil to meri jeet karde sabit Aur na karna kuch hai haasil hai munasib tu Mai baki hu na khud me phir bhi kamil hu hai mujh me zyada kaafi tu Par waqt kare sitam be kasoor hai hum Padi jo दरारें thi mazboot hai ab Fursat me bhi rehte hum mashroof hai Kasoor ye हयात ka masoom the majboor hai ab Hasratien bejaan kya dua kare Bass aadatan tabaah kare Jo haalat hai himaaqatien Hi baaki na bachi haya ab khud se Hi dara kare Tu hosh mera par ufsos hum nashe me hi raha kare Sarphira sa ghoomne chla door Aaj bhi nhi paaya tujhko bhool Tujhko mai teri voh yaad Teri voh baatein sb mere saath Kesi hai kitaabe sab hai jhooth Aaja ab tu wapis na tu rooth Kesi dilkash kesi dua Rehna hai bs ab tere hi saath Meri subah meri shaam hai Mere glass mai pada hua jaam hai tu Aaja tujhe anjaam du Meri poori hooi aarzu Aankhein na tu ferr Aise na tu dekh Dikhu koi mujrim teri aankhon ka yeh khel Meri subah meri shaam hai Mere glass mai pada hua jaam hai tu Aaja tujhe anjaam du Meri poori hooi aarzu Aankhein na tu ferr Aise na tu dekh Dikhu koi mujrim teri aankhon ka yeh khel Dil bechara nasamajh samjhta samjhe ishq Wo jaane na kya dard Wo jaane bas hai zidd Wo jaane bas ki palko me jo likha kaise padhna karta poori koshish Wo seekh chuka hai girna Wo Dhoonde har jagah ek saathi par na milta toh Hum bhatke aur ab kahi na lagta mann Hai toh Haan jaam ho tum aur usme paani kam hai Haan sahi batau toh paani hum aur saqi bekhabar hai Budhu dil awara wo na jaanta karna zikr Hum jaante na batana Hain tabhi dete likh kahi pe tik nahi Saki nazar sahi se dekha hi nahi kisi ne Shayad mai khud sa na bade dino se shayad Mai lapata hoon saamne hokar inke Shayad mai hoon mai nahi Kho chuka hoon leh aur apni kuch khabar nahi Meri subah meri shaam hai Mere glass mai pada hua jaam hai tu Aaja tujhe anjaam du Meri poori hooi aarzu Aankhein na tu ferr Aise na tu dekh Dikhu koi mujrim teri aankhon ka yeh khel Meri subah meri shaam hai Mere glass mai pada hua jaam hai tu Aaja tujhe anjaam du Meri poori hooi aarzu Aankhein na tu ferr Aise na tu dekh Dikhu koi mujrim teri aankhon ka yeh khel