Daur bhag wali meri zindagi Do wakt ki roti bhi nasheeb nahi Mehnat mai karu dabake roz paaw Kosta na wakt ko hai sab sahi Hai sab sahi, hai sab shi, hai sab shi, hai sab shi Hai sab shi, hai sab shi, hai sab shi, hai sab shi Kismat pe na chalu mai hu alag (hu alag) Chot khayi kafi phir bhi hu idhar (hu idhar) Galiyo ke baad bajti taliyan Isliye to bina parvah kar rha hu mai safar Hai farak padta unko jinke paas na lakshya koi Khoyi apni need maine Par ummid chodi nahi Soyi hui niyat inki Jinke paas takat hai Muh ka mera china jisne Tum sab pe laanat hai Har jgh hoga ye jikar Launda ye tha befikar Har jgh hoga ye jikar Launda ye tha befikar Har jgh hoga ye jikar Launda ye tha befikar Har jgh hoga ye jikar Launda ye tha befikar Daur bhag hi daur bhag Daur bhag hi daur bhag Daur bhag hi daur bhag bas Daur bhag hi daur bhag Daur bhag hi daur bhag Daur bhag hi daur bhag bas Rota na dukh ko to palu mai Dikhta barbaad par hu sadhu mai Kabu hai mera khud pe kaske Khali pili nahi bachta chalta hu hatke Bhatke hue se log lagte hai sare Yaha aaju baaju dekhu to bas dikhe jaal saaz Aur nakli is duniya me har koi fat raha Bhag rahe hai sare par hai apna sab mast Sab sahi Daur bhag wali meri zindagi Sab sahi Do wakt ki roti bhi naseeb nahi Sab sahi Mehnat mai karu dabake roz paaw Sab sahi Kosta na wakt ko hai sab sahi Sab sahi Daur bhag wali meri zindagi Sab sahi Do wakt ki roti bhi naseeb nahi Sab sahi Mehnat mai karu dabake roz paaw Sab sahi Kosta na wakt ko hai sab sahi Sab sahi sab sahi Sab sahi sab sahi hai Sab sahi sab sahi Sab sahi sab sahi hai Sab sahi sab sahi Sab sahi sab sahi hai Sab sahi sab sahi Sab sahi sab sahi hai