Bataaun kyun kahaan kisko mein kaisey
Kahaani aasmaan mein rehney waalon ki
Shararatein karein mujhsey merey rehbar
Deewaney hosla kabh tak na haarengey
Zamaana tolta hai qaum ko apney taraazuu mein
Sitaara tuut kar apni banaata hai
Roshni!
Hun likhengey naii daastaan!
Jag mein kareingey hum
Roshni!
Jin dilon mein nahin baaqi hai
Unko bhi dengey hum
Zindagi!
Umeedon ki jabeen par jo shikan hain
Humaarey faisley unko mitaa dengey
Jissey lalkaar deta hai junoon zehni ghulaami mein
Wohi taareekiyon mein dhoond laata hai
Roshni!
Hum likhengey nayii daastaan
Jag mein karengey hum
Roshni!
Jin dilon mein nahin baaqi hai
Unko bhi dengey hum
Zindagi!
Roshni!
Hum likhengey nayii daastaan
Jag mein karengey hum
Roshni!
Jin dilon mein nahin baaqi hai
Unko bhi dengey hum
Zindagi!
Поcмотреть все песни артиста
Other albums by the artist